Next Page »
LG AC 2024 Review | Best AC in India 2024 | LG Dual Inverter 1.5 Ton 5 Star Inverter AC
doston jaisa ki aap dekh rahe garmi badhti hi ja rahi or aane wale samay me or bhi garmi badh sakti hai
to ese me agar aap apne purane ac ko change karne ki soch rahe hai ya naya ac purchae karne ja rahe hai
or smajh nhi aa raha ki aapko kon sa ac purchase karna chaiye
to is video ko aap dekh sakte hai or ek best decision le sakte hai
kyoki is video me main aapko lg 1.5 ton dual invertre ac 2024 model ke baare me batane wala hu
or 2023 ke model se 2024 wala model kitna alag hai or isme me kon kon se naye feature ko add kiye gaye hai
or is nay model ko aapko purchase karna chayiye ya 2023 model ko purchase karna chahyie ye bhi batane wala hu
2023 or 2024 model me comparison bhi karne wala hu to dosotn ye vidoe pura dekhiye ga
video shuru karne se pehel agar aapne abhi tak mere is chanel ko subscribe nhi kiya hai to please jaldi se subscribe kar len or bell icon ko press kar len taki isi tarah ke videos aap tak regular pahuchte rahe
so doston sabse pehle hum Lg 1.5 ton ac ke 2023 or 2024 wale model me milne wale COMMON FEATURES & TECHNOLOGY ke baare me jaan lete hai
2023 or 2024 model me DUAL INVERTER COMPRESSOR mil jata hai
jo company claim karti hai ki 52C tempreture me bhi bahut achhi cooling provide karta hai
dono hi ac me REFRIGERANT GAS: R32 mil jata hai jo ki green gas hai jo envierment friendly hai
dono hi model me 6in1 cooling modes mil jate hai
jisme aap 40%,60%,80% or 100% mode me cooling le sakete hai
or saath hi isme AI mode bhi mil jata hai jiski help se ye automaticaly aapke room ke tempreature ke according cooling provide karta hai
saath hi isme viraat mode bhi mil jata hai jisse 110% tak cooling le sakte hai,
yani ye ac apni cooling capcity se bhi jyda cooling provide kar sakte hai
apako dono hi model ke ac me HD FILTER WITH ANTI VIRUS PROTECTION mil jata hai jsiki help se aapko virus free or fresh air milti hai
dono hi model me SMART DIAGNOSIS ka feature mil jata hai jiski help se aap is ac ko automatcally dignose kar sakte hai,
iske liye aapko apne samrt phone me lg ka thinq app install karna hoga
ya phir ise aap ac ke rmote se bhi dignose kar sakte hai
dono hi model me AUTO CLEAN feature dekhne ko mil jata hai jiski help se aap indoor unit ke coil ko clean karr skate hai
dono hi ac me aapko STABILIZER FREE OPERATION mil jata hai, lekin main recemmed karung alag se aap stebiler jaroor purchase kar len kyoki voltage flectuation ka koi gurantee nhi hai
aapka ac kharab bhi ho sakta hai, best ac stebilzer ka link video ke description me de dunga aap checkout kar sakte hai
dono hi model me 4 WAY AIR SWING mil jata hai jiski help se aapko pure room me propper cooling milegi
in dono ac ke iseer rating value ki baat karen to same hai dono hi ac 5.20 ki rating ke saath mil jata hai
dono model ke ac ke noise levels ki baat karen to 31db hai jo jayda nhi hai
aapko pata bhi nhi chaelga ki room me ac chal raha hai ya nhi
dono ac me milne wale same feature me aapko LOW GAS DETECTION bhi mil jata hai
iski help se ac me agar LOW GAS ki problem hoti hai to ac ke indor unit me CH 38 ka sympbol show karega
in dono me aapko same warranty mil jati hai jisme 1 year ki product warranty, 5 years on PCB or 10 Years on compressor par warrnaty mil jati hai saath hi one time gas refill ke saath
to ye to the dono hi model me milne waael commen features to ab hum aapko batate hai ki 2024 wale model me lg ne kya changes kiye hai
or naye feautres ke saath kya is naye model ko aapko lena chahiye ya nhi
sabse pehle baat karte hai iske cooling capacity ki jo sabse jyda matter karti hai ek ac ko lena me
so 2023 wale model ke cooling capacity ki baat kare to isme apko 4600Watts ki (COOLING CAPACITY 4600WATTS) milti thi
or iski MAXIMUM COOLING CAPACITY 5400 watts thi
jiski ACTUAL TONNAGE capacity 1.31 Ton ki thi
jo 2024 wale model me improve kiya gya hai is model me 5000 watts ki coolig capacity milegi
jiski MAXIMUM COOLING CAPACITY 5800 WATTS tak hai
or ACTUAL TONNAGE CAPACITY 1.42 Ton ki hai
or maximum tonnelge capcity 1.65 ton hai
yani ye ac 1.5 ton se bhi jyda cooling provide karega
2023 wale model ki COVRAGE AREA upto 160 Squre feet thi
jo 2024 wale model me 180 Squre feet ke room ko cooling kar sakta hai
2023 or 2024 wale lg ke ac me milne wale coating protectin ki baat karen to
in dono ke indoor unit me black coler ki coating ki gayi hai or
2023 wale model ke outdoor unit me black coating protection ki gya hai
or 2024 wale model me golden coating ki gayi hai
in dono ac ke model number me bhi diffrences dekhne ko mil jata hai 2023 wala model (RS-Q19YNZE tha jo) RS series me aata hai
wahi 2024 wale model NUMBER (TS-QQ19YNZE hai jo) TS Series me aa raha hai
2023 or 2024 ke model me energy consumption ki baat karen to kaafi diffrence dekhne ko mil jata hai
2023 wale model me ANNUAL ENERGY CONSUMPTION 685 UNIT thi
or 2024 wale model me 745 units annaly consume karega
kyoki 2024 wale ac me cooling capacity jayda hai isliye iska energy consumption bhi jyda hai
wahi baat karen in dono ke price ki to 2023 wale model ka price approx 44000/- ke around hai
or 2024 wale model ka price approxe 47000 ke around hai
dono ac me lagbhag 3000 ka diffrence hai lekin 2024 wale model me lg ne kaafi acche badlav kiye hai
jisme aapko cooling capciyt bahut achhi mil jati hai
isliye 2024 model aapke liye kaafi achhi choise ho sakta hai
kyoki isme aapko bahut saare feaurturs dekhe ko mil jate hai
but sabse important baat ye hai ki is ac me aapko cooling sach me zabdast dekhne ko milegi
jo kisi bhi person ke liye sabse jyda matter karta hai ek ac purchase karne se pkehle,
jo 2024 wale model me apako milne wala hai
is ac me aapko after sale service bhi bahut achhi dekhne ko mil jati hai jo bahut achhi baat hai
so doston agar aap is ac ko purchase karna chahte hai to iska sabse lowest price ka link video ke description me diya gya hai aap chekout kar skate hai
iske alwa home appliance or kithen appliances ke best offer price ke link bhi video ke description me diya gya hai aap use bhi chekout kar sakte hai
aapse hamara bas ek hi request hai ki agar aapko ye ac purchase karna ho to please hamare diye gaye link se hi apne purchase ko complete kare
hamre link se purchase karne par aapke ac ke price me 1 rupey ka bhi change nhi aayega
jitna price amazon par menstion hai utna hi rahega, lekin hamre link se purchase karne par hamari thodi si help ho jayegi
so please hamare diye gaye affiliate link se hi ac ko purchase karen
agar is video se related aapko kuch puchna ho to comment kar sakte hai,
video achhi lagi ho to is video ko like jaroor kar den
or agar abhi tak aapne is cahnnel ko subscribe nhi kiya hai to please subscribe kar len or
apnne janne walon me is video ko jaroor share karen
so.. milten hai next video me thank you
#lgac #lgairconditioner #lgac2024
LG AC 2024 All Models Buying Link
* LG 1.5 Ton 5 Star DUAL Inverter Split AC (2024, TS-Q19YNZE) : https://amzn.to/3V9wwBg
* LG 1.5 Ton 4 Star DUAL Inverter Split AC (2024, TS-Q19JNYE) : https://amzn.to/3VooG8b
* LG 2.0 Ton 3 Star DUAL Inverter Split AC ( 2024, TS-Q24ENXE) : https://amzn.to/3Veger8
* LG 1 Ton 4 Star DUAL Inverter Split AC (2024, TS-Q13JNYE) : https://amzn.to/4aQjazD
tag
lg ac,lg ac 2024 model,lg 1.5 ton 5 star dual inverter split ac 2024,best ac in india 2024,lg 1.5 ton 5 star inverter ac,best lg ac 2024,best ac 1.5 ton 5 star in india 2024,lg dual inverter ac,lg ac 2024,best air conditioner 2024,lg ac 2023 vs 2024,best ac 2024,lg ac new model 2024,lg 2024 ac,lg 1.5 ton 5 star inverter ac 2024,lg ac review,ac 2024 model,best 5 star ac,lg air conditioner,best 1.5 ton ac,best inverter ac,lg ac 2024 models,ac,best ac
---------------------------------------
0 Reviews